DHTML Menu / JavaScript Menu Powered by Milonic
Already a member? Sign In

Village Journals help
Resonate your identity with Naseeb journals. Express your opinions, share your thoughts, post your writings and connect with like minded people through the power of expression.

Arz Hai...


Khush raha karte teh zindagi se bohat hum,
uski yaad mai jiya karte teh har pal hum

desh chota yaare chote diya sahara yaadoon ne,
khila is qadar gul tanhai ka ke saath chor diya yaadoon ne

na`ghawar guzra khuda ko ke raas aa gaye hamme tanhai
yaadein chini saya china ab chin gayee tanhaii

mile to bicharna lazim bichare to milna lazim,
khaliq k is khel mai kambakt dil ka dard lazim

bada khush`naseeb hai woh jisse iktiyaar hai rone par
khusk padi hai aankhein yahaan aur naam lika hai "Aashk" kagaz par
 

Add Comments

 
Add
 

  Comments on this journal

Login to find out (July 21, 2005 at 8:03am)
wah