Asmaan per chamakta chand kehta hai mujh se ...
Asmaan per chamakta chand kehta hai mujh se ...
Chaal us chaman main jis se teri shaan hai
Chaal us gagaan main jis se teri pehchan hai
Jis ki her ik cheez se banta tera maan hai
Asmaan per chamakta chand kehta hai mujh se
Jis ki garam fizaun main jhalak hai bhar ki
Jis ki tapti dhup main thandak hai piyaar ki
Jis ke her ik zarey main basti teri jaan hai
Asmaan per chamakta chand kehta hai mujh se
Jis ka chapa chapa deta tujhe sada hai
Jis ka buta buta rehta sada hara hai
Jis ka her ik phool us dharti pe qurbaan hai
Asmaan per chamakta chand kehta hai mujh se....................

Comments on this journal
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Aisi Zamee'n
Aur Aasma'n
Inkay Siwa
Jaana Kahan
Bhadti Rahay
Yeh Roshni
Chalta Rahay
Yeh Karvan
Dil Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Dil Dil Say Miltay Hain
To Pyar Ka Chehra Banta Hai
Chehra Banta Hai
Phool Ik Ladi Main Piroyen To Phir
Sehra Banta Hai
Chehra Banta Hai
Dil Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Aisi Zamee'n
Aur Aasma'n
Inkay Siwa
Jaana Kahan
Bhadti Rahay
Yeh Roshni
Chalta Rahay
Yeh Karvan
Dil Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Ghar Apna To Sabko Jee Jaan Say
Pyara Lagta Hai
Taara Lagta Hai
Hum Ko Bhi Apnay Har Arman Say
Pyara Lagta Hai
Taara Lagta Hai
Dil Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan