DHTML Menu / JavaScript Menu Powered by Milonic
Already a member? Sign In

Village Journals help
Resonate your identity with Naseeb journals. Express your opinions, share your thoughts, post your writings and connect with like minded people through the power of expression.

.... aur mai hoon


.... aur mai hoon

KHAMOSH RAAT HAI, SYAAHI HAI AUR MAI HOON

DUUR IK ROSHNI KA HEOLA HAI AUR MAI HOON



THATHAIN MAARTA SAMANDAR HAI AUR MAI HOON

SAAHIL SAY LOT TI MAAYOOS LEHRAIN HAIN AUR MAI HOON



IK AAS KA GUMAAN HAI AUR MAI HOON

AJAB SI IK ULJHAN HAI AUR MAI HOON



WEHEM SAMJHOON YA HAQEEQAT KAHOON MAI

YEH KASHMAKASH HAI............ AUR MAI HOON!



wafaa02
 

Add Comments

 
Add
 

  Comments on this journal

Login to find out (October 9, 2005 at 5:15pm)
KHAMOSH RAAT HAI, SYAAHI HAI AUR MAI HOON

DUUR IK ROSHNI KA HEOLA HAI AUR MAI HOON


Wafa sahiba, bahut hi khoob kaawish hai aapki, zabardast khayaal aasaan lafz aur kiya chahiye hai

Daad-o-Tehseen qabool farmaiye

Khush rahiye...
 
Login to find out (May 21, 2005 at 9:08am)
wah wafaa ji bohat achey...lekin abhi ap ko thori TAS HIH ki zaroorat hai ....:)us ke liye mujh se rabta qyam karen..;)just kiddin