Basheer Badr sb ki ek Ghazal
ek chehara saath saath raha jo milaa naheen
kisko talash karte rahe kuchh pata naheen
taarikiyon mein aur chamakati hai dil ki dhoop
suuraj tamaam raat yahaan Doobta naheen
shiddat ki dhoop tez havaaon ke bavajood
main shaakh se gira hoon nazar se giraa naheen
aakhir ghazal ka tajmahal bhi hai makabara
ham zindagi the hamako kisi ne jiyaa naieen
jisaki mukhalfat hyee mashahoor ho gaya
in pattharon se koyee parindaa giraa naheen
kisne jalayee bastiyaan baazaar kyon lute
main chand par gaya thaa mujhe kuchh pataa naheen

Comments on this journal