Chaar (4) misray
Aik aur qita haazir hai ... Agar aap mujhse poochiaNgay k yeh qita likhnay ka maqsad kya tha to maiN shayad bata naheiN paooN ... MaiN aap he aitraaf kerta hooN k yeh thoRi se ajeeb ho ga'ee hai ... Baharhaal iss maiN jo raaz pinhaaN hai woh maiN jaanta hooN :)
Jab fikr k falak pe ayaaN hoga her jawaab
Tabdeel phir kerooNga zabaani ko baar baar
YaaroN sukhan ki mashq ka yeh to naheiN kamaal
Sha'ir sunaa'ay aik kahaani ko baar baar
Qassim Mirza Ali
Jab fikr k falak pe ayaaN hoga her jawaab
Tabdeel phir kerooNga zabaani ko baar baar
YaaroN sukhan ki mashq ka yeh to naheiN kamaal
Sha'ir sunaa'ay aik kahaani ko baar baar
Qassim Mirza Ali


