Chunnu Mia
salam allaykum bolroun sabko
kya hai bole to ittay dino se hyderabad mein rahekay bahut acha dikhra. Parson ek puranay bachpan ke dost se mila ,usku humlogaan chunnu mia pukartay they.
uskay barein mein thora introduction :
uska naam chunnu mia, bawa ka naam goray mia, dada ka naam khaja mia, amma ka naam putli bee, nani ka naam jhangir bee, dadi ka naam munni aapa.
uski kafan ki dukanaaaa wukanaaa hai charminar ke bazook, aur dukan ka naam 'Goray Mia kafun shaap'