Dost ban kar bhi nahi saath...
Faraz saab ki khoobsurat ghazal aap ki pesh-e-nazar hai...
Dost Ban kar bhi nahi saath nibhane vaala
vohi andaaz hai zalim ka zamane vaala
Ab ise log samjte hein giraftar mera
sakht nadim hai mjhe daam mein laane vaala
kya kahein kitane marasim the hamare is se
vo jo ik shakhs hai munh pher ke jaae vaala.
tere hote hue aa jaati thi saari duniyaa
aaj tanha hoon to koi naahi aane vaala
muntazir kis ka hoon tuuti hui dehliiz pe mein
kaun aayega yahaan kaun hai aane vaala
main ne dekhaa hai baharoon mein charam ko jalate
hai koi khvaab kii taabir batane vaala?
kyaa khabar thi jo meri jaan mein ghulla hai itaana
hai vohi muj ko sar-e-daar bhi laane vaala
tum taqaluf ko bhi ikhlaas samajate ho Faraz
dost hota nahin kar haath milane vaala