Famous Dialogues by Amitabh
Share your favorite dialogue by Amitabh....here is mine.....
"Naf'rat hain mujhe un tumaam asoo'lon se .... Jiss'se mera baap maanta hai? Movie "Shakti"
"yaaan tou dewana huss'e ... yaaan tu jisse toufeeeq de
warna iss duniya main aa ke muskurata kaun hai" Movie " Sharabi"
"Naf'rat hain mujhe un tumaam asoo'lon se .... Jiss'se mera baap maanta hai? Movie "Shakti"
"yaaan tou dewana huss'e ... yaaan tu jisse toufeeeq de
warna iss duniya main aa ke muskurata kaun hai" Movie " Sharabi"



Comments on this journal
(i like to say this to ppl w/ my name and info substituted in between :-P altho i dont know how to say my age, or any numbers above 19 for that matter, in hindi)
- Agneepath
"Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath!"
- Coolie
"Ek baath kahu appse? Aapne Mukhtaar Singh ke bare me sunaa hai? Arey toh phir aapne kya sunaa hai!"
- Kaalia
"Saalaa nautanki.... ghadi gadi draamaa karta hai."
- Sholay
"Aaj itni bhi mayyassar nahin maikhaane mein,
Jitni hum chor diya karte the paimaane mein."
(the thing is, i just dont know wut this means 100%)
"Agar nasha sharaab mein hota, toh nachi bottle." (from the naulaka song)
"...aapki tarif?
Aapki toh sir se le kar pau tak, tarif hi tarif hai."
(i'm prally a lil off on this quote)
- all from Sharaabi
www3.naseeb.com
" .... Sundar ... ateee Sundar. Iss par naam to maan jee ka hay, aur kaam, aap jaisay paajee kaaa.
Hamara plan to tabh hee shuru ho gaya thaa jab hum yahan ayay.
Hum nay Raja Babu kee jaan bachayeee. Bolo Kyun?? Takay, jab hum Raja Babu kee hattiya karain, to koi hum pay shak na karay.
Aur. Raja Babu kee mot kay baaad, un keee karrorron keee jaidad, FFIFFTEEE FFIFFTEEE!!!"
"Main panch lakh ka sauda karne aya hoon, aur mere jaib mein panch phooti kaudi bhi nahin hai" from Trishul, one of his best movies.
Amitabh in take a wild guess...."Coolie"!
Herenbeyond: That line's from "Zanjeer".
Yeh police station hai, tumara baab ka ghar nai
main vo azad punchi houn jo ek taal phe kabhi nahin baht tha...
mera koi tekhana nahin,
mat dekh mere liye koi saapne, bun ne se pehle hi toot jayen ge.
main un logo me se houn, jinke dil me na prem hota hai, na pyar, na muhabat, kuch bhi nahin
main tujhe kuch nahin dey sakta..
pashtau ghi, dookh utao ghi, bus, aur tujhe kuch nahin milega.."
Movie???? :)
Suzah deinah oopurwalei ka kaam hei....oopurwalei sei milwaana meirah kaam hei
from movie Ajnabee (I think !!)
from ageneepath
and then .... " ayee sala "
hahahahhaha
'apun ko english nahi ata hai...nahi ata hai bhai'
AB in Shehanshah
'rishtay mein to hum tumharay baap lagtay hain..naam hai shehanshah'
AB in Agneepath
'naam vijay chauhan...baap ka naam deena naath chauhan...gaon mandwa'
Amitabh in "Ek Ajnabee"
I think its from the movie "Mard" -
Jitni hum chorr diya karte the paimane main" Movie "Sharabi"