Hud-a-Azadi!!
Zindagi Ravaan thee ik Munjamid Thaaal may;
Thee to Azaad, Mager qayed thee Gaib kay khiyaal may....
Summary:
Mayree zindagii....chul rahee thee, beh rahee thee....ravaan davaan thee laikin aik tehray hoay bertun may....ub khud undaza lagaiyay....kay aik tehray hoay bertun may zindagi ki ravangi kitnee ho suktee hay? Sirf kehnay ki baat hay duniya ko dikhanay ki baat hay...usliyut to aik "HUD" may hay.......
Mayree Zindagi hay to azad...koi fikr nahi...koi Bandish nahi....koi perwah nahi.....laikin phir bhi her lamhay ....kisi ki soch...kisi kay khiyaal ....kisi kay intazaar nay jaysay Qaid ker liya hay......Andazaah kijiyay.......Azaadi ki khooboorti daykhiyay kay zindagi azad hotay hoay bhi ..kisi ki soch ki gulaam hay.......
Adab urz hay:)
Please feel free to share your feelings about "Zindagi".....however you want...quotations...statements....s hyr....whatever makes you feel like you have said it all.......

Comments on this journal
hoo hairaan hoon main
tere masoom savalon se, pareshaan hoon main
ho pareshaan hoon main
jeene ke liye socha hi nahi, dard sambhalne honge
jeene ke liye socha hi nahi, dard sambhalne honge
muskuraon to, muskurane ke karz utaarne honge
muskuraon kabhi, to lagata hai
jaise honton pe, karz rakhaa hai
ho tujhse ...
zindagi tere, ghum ne hamen, rishte naye samjhaye
mile jo hamen, dhoop main mile, chhaanv ke thande saaye
ho tujhse ...
aaj agar, bhar aayi hai, boondein baras jayengi
aaj agar, bhar aayi hai, boondein baras jayengi
kal kya pata, inke liye, aankhen taras jayengi
ho, jaane kab gum hua, kahan khoya
ek aansu, chhupake rakha tha
ho tujhse ...
Movie - Masoom
Singer Anup Ghoshal
Tu meri zindagi hai
Tu meri zindagi hai
Tu hi pyar tu hi chahat
Tu hi aashiqui hai
Tu meri zindagi hai
Tu meri zindagi hai
Pehli muhabat ka ehsas hai tu
Pehli muhabat ka ehsas hai tu
Bujh ke bhi bujh na payi
Voh pyas hai tu
Tu hi meri pehli khwaish
Tu hi aakhri hai
Tu meri zindagi hai
Tu meri zindagi hai
Har zakhm dil ka mere dil se dua de
Har zakhm dil ka mere dil se dua de
Khushian tujhe gham sare
Mujh ko khuda de
Tujh ko bhula na paya
Meri bebasi hai
Tu meri zindagi hai
Tu meri zindagi hai
The words are beautiful!
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hanske us paar jaana padega
Jis ka jitna ho aanchal yahaan par
Us ko saugaat utni milegi
La la la, la la la, la la la la la la la
Jis ka jitna ho aanchal yahaan par
Us ko saugaat utni milegi
Phool jeevan mein gar na khile to
Kaanton se bhi nibhaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Hai agar door manzil to kya
Raasta bhi hain mushkil to kya
La la la, la la la, la la la la la la la
Hai agar door manzil to kya
Raasta bhi hain mushkil to kya
Raat taaron bhari na mile to
Dil ka deepak jalaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ek peheli bhi hai
Sukh dukh ki saheli bhi hai
La la la, la la la, la la la la la la la
Zindagi ek peheli bhi hai
Sukh dukh ki saheli bhi hai
Zindagi ek wachan bhi to hai
Jise sab ko nibhaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hanske us paar jaana padega
I wanted to share this poem with you, I'm not sure if I remember it correctly?
Jeetay hain yun to sabhee, aesay hee is jahan mein
Hai zindagi ka maqsad, auron key kaam aana
aur aik aur hai
Zindagi zinda dilli ka naam hai,
Murda dil kya khaak jeeya kartey hain :)