Hum jaise tanha log...
*(Jo Pouchhtaa Hain Koyii...Sourkh Kyoun Hain Aaj Aankhein,To Aankh Mal Ke Main Kehta Houn Raat So Na Sakaa..
Hazaar Chaahoun Magar Ye Na Keh Sakounga Kabhi..
Ke Raat Rone Ki Khwahish Thi Magar Ro Na Sakaa...)**
Hum Jaise Tanhaa Logo Ka...Ab Ronaa Keya Muskaana Keyaa,
Jab Chaahne Walaa Koyii Nahin...Phir Jiinaa Keya Marr Jaana Keyaa...
Sao Rang Mein Jiss Ko Socha Tha...Sao Roup Mein Jiss Ko Chaaha Thaa,
Wo Jaan-e-Ghazal To Routh Gayi...Ab Uss Ka Haal Sounaana Keya...
Aawaaz Kisi Ko Dein Lekin Ek Naam...Tumhaaraa Honton Par,
Harr Shaql Se Ubhron Tum Hii Tum...Youn Khud Ko Magar Behlaana Keyaa...
Raaton Ka Safar Hain Din Ke Liye Aur...Dil Mein Tamaanna Raaton Kii,
Jab Paaon Mein Raaste Khhon Jaaye...Phir Roukna Keyaa Ghar Jaana Keyaa...