Hyderabadi Miaan
dekho kitta samjharao mai
nai bolay to suntay nai
apni mann maani tum karrai
nai bolay to suntay nai
mairay ghar main rahay kar
baataa amma bawa kay karrai
yaan ka khakay waan ka gaa rai
nai bolay to suntay nai
dubai nai to jiddah jao
kaisa bhi yaan say niklao
uttay baittay bheja kharai
nai bolay to suntay nai
array itti umar main bahar jaakay kya khaak kamakar aaoonga
haatan dhokar peechay pargay
nai bolay to suntay nai
din bar kaam say thakkay aao chumtiyan mat lo sonay do
subha jaldi ut sakta nai nai bolay to suntay nai
charbi chaktko dublay dikhnay ek haftay say diet pay hai
chaltay phirtay dhakliya khaa rai

Comments on this journal