:) JOINT EFFORT :)
Acha mere farigh zehan mai aik aur idea aya......hum bachpan mai yeh khail bohot khailte thay.....mai aik line kahoongi, misrah of a shair, aur phir agay aap log koi line add kar ke ussay complete shair banayain...par woh game aik aik shair bananay ka hota tha....this time lets make a long ghazal......to mai pehli line daalti hoon, agay aap log add karte jao, dekhte hain end mai kiya khichdri pakti hai.......the lines can be serious, funny, silly, whatever.....
ahm ahm.....to arz hai....
LAMBI RAAT HAI, JAAGNE KA IRADA HAI
LAMBI RAAT HAI, JAAGNE KA IRADA HAI...
ab dekhna hai yeh khail kis kis ko jagata hai....ha ha ha ha, nahi yeh agli line nahi hai.....par i would love it agar is mai larkay aur larkiyan sab participate karain....am curious to see ke end result kiya hoga....ENJOY!
**plz, jo apni line add karta jaye, us se pehli wali add ki howee line ko apni line se pehle comments mai daal ke kahay.....takay ghazal ka flow parhne walon ke liye chalta rahay :) thanks :)
:):):) i know i have too much spare time.....bus 5 dino ki baat hai, phir shayad mai aap logon ko yahan dikhoon bhi nahi....waiting for my graduation ceremony and then am moving out of the state :(

Comments on this journal
Har khushi teri taraf mod doon ,
tere liye chand taare tak tod doon ,
khushiyo k darwaje tere liye khol doon,
Jaani, zara se muskuraa de abhi,
Tere bat-tees ke bat-tees daat tod doon
Waqt aanay per behen bhai ban jaeen gay
Teray husn ki kia taareef karoo?tera bander jaisa mu
Teri zulfo ki kia tareef karoo?teray ek ek baal pe joon
Mohabbat mujhay un larkiyun se hai
Jo khatay peetay gharano se hain
Aj bagh may kali hai, kal gulaab ho ga
Mujh se shadi karlo,tum ko sawab ho ga
Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per
Sadqay jaoo tumhari patli kamar per
Tum bhi becahara,hum bhi becahara
Fittay mu tumhara,fittay mu hamara
Dil kay armaa aanso'oo may bah gaye
Un kay bachay hamay mamu kah gaye
Hum nay tumhay dil diya dildar samajh kar
Tum kha gaye is ko naswaar samajh kar
Khuda karay sab larkiyun ke baap mar jaeen
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaeen
Ishq kay samander main ghota lagaya
Pani both thanda tha main bahar nikal aya
Un ki gali say guzray,ajab ittefaq tha
Unho nay phool phanka,gamla bhi saath tha
Log kehtay hain kayamat kay din marr jaeen gay
Hum bhi bohot chalaak hai,mangi thallay war jaeen gay
khanabadoshon si hai zindagi, yahan na koie manzil hai na koi tikhana hai....
i suck at this!!!! can make stupid ones really easily....
Na jaane kahaan se Aaya hoon, Na jaane kahan mujhe jaana hai,
mai gari kaise theek karoon, mere paas to na hathora hai na hi paana hai :)
Unki Zulfon Ko Deikh Kar Pyar Aya,
Paas Jaa Kar Deikha To.....
Sardaaaaaaar Paaaayaaa :'(
Na jaane kahaan se Aaya hoon, Na jaane kahan mujhe jaana hai
kareeb aanay per maloom hua keh larki nahin us ka abba chala aata hai!
Har taraf, har jagah, har kahin, teri hi noor nazar aata hai
khnaja....keejiye keejiye disection keejiyeh....hamay maza ata hai jab hamari simple baaton mai se log gehre matlab nikaalte hain, aik baat ke so maanay :)
Allah Karray pyar main kissi ka dil na tootay
Attar ki sheeshe, pathar se phoote
bhayanak sapnon se bhari Akhiyaan, leke paagal-khaanon se bhaage Paagal!
chonkari maray bethay hein hum khatay huay zard chawal!