Joray
in response to icekool's posting, "inteha hai intezar ki..."
Joray
(ahmed jahanzeb ? paristish)
Sunte aye hain, joray bantay hain aasmaano mai
Pehle socha gaya, phir ussay banaya gaya
Ik ik nakhsh savara gaya, phir nikhara gaya
Dilbari aur husn diya, phir navaza gaya
Phir mera dil banaya gaya
Us mai us ko basaya gaya
Joray bante hain aasmaano mai
Sunte aye hain joray bantay hain aasmaano mai
Jo chehra bana mere liye, ussi se hamay chupaya gaya
Jo ada di hamay lubhaanay ke liye, ussi se hamay tarpaya gaya
Husn jo diya paristish ke liye, ussi se hamay jalaya gaya
Aakhir hamara hona hi tha
Phir kyun itna tarsaya gaya
Sunte aye hain joray bante hain aasmaano mai

Comments on this journal
haha just like I was looking for this restaurant yesterday and didn't want to go anywhere else. Ehen I found it I butchered the Buff-it and right now I do not even want to hear its name...... Boaaak!