kabhi baibasey khayal hoye,
kabhi khayal kabhi baibasey khayal hoye,
jawab dhondney nikley they khod sawal hoye
zamana hum sey youn katra key chal nikalta hai
key jaisay ishq sey bar kar koi wabal hoye
bada ghumand tha jin ki haqeeqatoon pay mujhey
woh saray yaar merey abh to khab-o-khayal hoye
jahan may husn ki waqqat sey hum nahin agah
magar joh ishq may dobey woh beimisal hoye
nahin sakat key sahain ishq ki bahar ijaz
key pechley war sey ab tak nahin bahal hoye