Kaun kehta hai ke mulaqat nahi hoti...
Kaun kehta hai ke mulaqat nahi hoti,
roz milte hain laikin baat nahi hoti...
Best way to propose to someone.....is.... ?
roz milte hain laikin baat nahi hoti...
Best way to propose to someone.....is.... ?



Comments on this journal
Ek din kisi makhi se ye kehne laga makra.
Is raah se hota hay guzar roz tumhaara.
Lekin meri kuthiya (hut, implies 'ankabut' web here)ki na jaagi kabhi kismat.
Bhoole se kabhi tumhne yahaan paaon na rakha"
Makhi Naa Bray Nazz Saa Pelkoo Ko Jhoka Kar
Makray Say Kaha, Mera Gharana Ha Moazzaz
Totay Ki Trah Chouch Na Gaindaaa Ki Tra Dhar
Macher Ki Trah Hounte Na, Khacher Ki Tra Sar
Ma Hoosn Ki Malka Hoo, Tu Makray Ki Nasal Saa
Ye Kesaa Tawazun Haa Kabhi Socha Aaqal Saa
___________________________________ ______
Toota toota aik parinda aisay toota, key vo joor na paya... Loota loota kis nay loota, key vo uur na paya.. Allah kay baanday haas dey, jo bhi hain vo phir kaal ayagay.. :D
Aur meray Dost hamm sar par Topi pehaney kay aadi hein, dunyavi Taj nahi!!
Ama Shareef mia , ye koye tariqa haa larki propose karney ka ..Thora sa payaar , mohabat sayy propose karoo.
yaha par bhi Badmashi
na meray bahi na ...badmashi nahi chley gi yaha.
"Mayree baath soon!....... Upnay baap say kayday kay mai thooj say shadi kura hooon!".
___________________________________ _____
Oye................. Muhje say Shaadi karoun ge???