DHTML Menu / JavaScript Menu Powered by Milonic
Already a member? Sign In

Village Journals help
Resonate your identity with Naseeb journals. Express your opinions, share your thoughts, post your writings and connect with like minded people through the power of expression.

Kuch shair


"Aghhee azaab hai ya raab, chean lay muj say hafza mera" (Mirza Ghalib)


"khudi ko ker buland itna kay her takdeer say pehlay; Khuda banday say khud poochay,bata teri raza kia hai" ( Iqbal)

"dard ki barish sahee madham zara ahista chaal, dil ki miti hai abhe tak num, zara ahista chaal" (unknown)

"kia tum bhe hum say milnay kay leay itnay hi baytab ho, Hum to is tarah say hain jeasay muchlee bay aab ho"(OZ)

"marezay muhabat ko itni karwi dawa to na do, Aik baar na milnay ki itni kari saza to na do" (OZ)

"meray dil kay aaienakhanay main zara jhank ker to dekho, kash tum ko meray dil me teri soorat nazar aay? (OZ)
 

Add Comments

 
Add
 

  Comments on this journal

Login to find out (May 10, 2005 at 3:01pm)
Ragon mein daurtay rahne ke hum nahin qaayel, Jo aankh hi se na tapkey to woh lahoo kiya hai
 
Login to find out (May 10, 2005 at 2:59pm)
Aah jati hai falak per raham laaney ke liye, Baadalo hat jaao dedo raah janey ke liye...
 
Login to find out (May 10, 2005 at 2:58pm)
wah bohat khoob