MAZAHIYA(funny)shairi betbaazi...
salam all ...main ajj yeh aik naya jornal add karta hoon...ab tak sare journals pretty much romantic ya serious shairi ke hain to main ne socha kyu naa aik mazahiya shairi ka journal add kiya jayee..to dosto here it is..ab app log achey achey mazahiya sher sunayen aur sub ko lutaf andoz karen...adaab.



Comments on this journal
chunri ke neechay kya hai???????
oooo bhai mujh se kyu pooch rahe ho khud hi dekh lo ja ke....lol:P
Kaha shohar ne, "Is ke siwaa batlaayein main aur kiya kartaa?" - "Mujh se uth na saktaa tha, meraa sofa thaa bahut bhari"
What you get, you don't enjoy (marriage),
What you enjoy is not permanent (girl friend),
What is permanent is boring (wife)....
tu naa mili to tujhko dil sey Ctrl+Alt+delete kar doonga....
Aaati hai to aaa ja, ya kisi aur ko pataooon .......
Ab to peeecha chor de, main ho gaye bachchon waali......
meri manzil tu nahee teri saheeli hai......
woh jhoot boolti hai magar kamaal kerti hai.....
hum dhulhay bun jain gae magar haan nahee karain gae....
piyaar main kissi nay dhoka khaya.....
to kissi nay kasam khai hai......
hum woh majnoo hain.....
jiss nay sirf laat khai hai.....
aap chahain kissi aur koo...
aap jissay chahain khuda karay....
woh chahain kissi aur kooo....
larki ko matt chairhoo chanta lag jaye ga.....
dil jalanay ki baat kertay hoo.....
chaar din say moo nahee dhoya.....
tum nahanay ki baat kertay hooo.....