Mirza Ghalib
Mirza Asadullah Khan "Ghalib" is one of the best of the Urdu poets. He led a revolution in Urdu poetry with his words. He was born in 1796 in Akbarabad (present Agra). His father was Abdullah Beg Khan and Uncle was Nasrullah Beg Khan.
It is, however, pointed out that the name Mirza Asadullah Beg Khan is incorrect. Ghalib's father's name, undoubtedly, was Beg but this in no way transitioned over to the poet himself. His true name was Mirza Asad Ullah Khan, Takhallus "Ghalib" and Alqaab "Najm-ud-Daula", "Dabeer-ul-Mulk", "Mirza Naosha", "Mirza Dulha" and "Nizam-e-Jang" given to him by Bahadur Shah Zafar, the then supposed ruler.
- Poochhtay hain woh keh Ghalib kon hai
- Koiy batlao keh hum batlayain kiyaa
*****************
- Hain aur bhi duniya mein sukhanwar bohat achchay
- Kahtay hain ke Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
*****************
- Har ek baat pay kahtey ho tum ke too kiya hai
- Tumhi kaho ke yeh andaaz-e-guftugoo kiya hai
****************
- Ragon mein daurtay rahne ke hum nahin Qaayel
- Jo aankh hi se na tapkey to woh lahoo kiya hai
****************
- Hazaaron khwaahishen aisi ke har khwaahish pay dam nikley
- bohat niklay merey armaan lekin phir bhi kam nikley
****************
- Aah ko chahiye ik umr asar honey tak
- Kon jeeta hai teri zulf ke sar honey tak
****************
- Dill hi to hai na sang-O-khisht dard se bhar na aaye kiyoon
- Royengay hum hazaar bar, koyee hamein sataaye kiyoon
- Qaid-e-hayaat O Band-e-Gham asal mein donon ek hain
- Maut se pahley aadmi gham se nijaat paye kiyoon.
**********************
- Na tha kuch to Khuda thaa, kuch na hota to Khuda hota
- Duboyaa mujhko honey ne, na hota main to kiya hota
**********************
Baaqi Aindah
Shukria
Wassalam
Fizaa
*********************************** ****
Here's one of Mirza Ghalib's best ghazal.
- Taskeen ko ham na roeyn jo zauq-e-nazar mile
- Hooraan-e-Khuld mein teri suurat magar mile
- Apni gali mein mujh ko na kar dafn baad-e-qatl
- Merey patey se Khalq ko kiyon teraa ghar mile
- Saaqi gari ki sharm karo aaj warnaa ham
- Har shab piyaa hi kartey hain maiy jis qadar mile
- Tujh se to kuchh kalaam nahin lekin ae nadim
- Meraa salaam kahiyo agar naamaabar mile
- Tum ko bhi ham dikhaate ke majnuon ne kya kiyaa
- Fursat kashaakash-e-Gam-e-pinhaan se gar mile
- Laazim nahin ke Khijr ki ham pairavi karein
- Manaa ke ek buzurg hamein ham safar mile
- Aiy sakanaan-e-kuchaa-e-dil_daar dekhnaa
- Tum ko kahin jo Ghalib-e-aashuftaa sar mile
Shurkria

Comments on this journal
CHALO HO CHUKA MILNA, NA TUM KHALI NA HUM KHALI
Urdu adab kisi sin (umr) ya firqay ka paaband naheiN ... Yeh to sirf insaan ka zarf aur adad k usool o zawaabit se aashna'ee ka kamaal hai k kamsin honay k bawajood bhi ash'aar keh sakay
Royiye zaar zaar kiya, kijiye haaye haaye kiyon
agar aur jiite rahate yahii intazaar hotaa
- Duboyaa mujhko honey ne, na main hota to kiya hota?
Slight correction.. " Na hota mai tho kya hota"