Murgha-e-Badaynuma
Murgha-e-Badaynuma nay hawa say kaha "tumhara hamesha aik hi tarha chaltay rehna thaka denay wala hay. kiya tum meray chahray say hut kar koi doosra rukh ikhtiyar nahi kar sakteen? kyoon kay tum meri khuda-dad istiqamat ko pareshan kiya dayti ho."
lakin hawa nay koi jawab na diya. aur fiza main sirf aik qehqaha sunai diya.
lakin hawa nay koi jawab na diya. aur fiza main sirf aik qehqaha sunai diya.


