Na Mein Hota to Kya Hota
Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota
daboya muj ko hone ne na mein hota to kya hota
Huva jab gham se yooN be-hiss to gham kiya sar ke katne ka
Na hota gar juda tan se to zanu pe dhara hota
Hui mudat ke Ghalib Mar gaya
Wo har ek bat pe kehna ke yoon hota to kya hota