Na tha Kuch tou Khuda tha...
Na tha kuch tou Khuda tha, Kuch na hota tou khuda hota.
Duboya mujhko honay ne, na hota mein tou kiya hota
Hua jab gham se yoon behis tou gham kya sar ke katne ka
Na hota gar juda tan se tou zaanoon par dhara hota
Hui muddat ke Ghalib mar gya, par yaad aata hai
Wo har aik baat pe kehna, ke yoon hota to kiya hota?

Comments on this journal