DHTML Menu / JavaScript Menu Powered by Milonic
Already a member? Sign In

Village Journals help
Resonate your identity with Naseeb journals. Express your opinions, share your thoughts, post your writings and connect with like minded people through the power of expression.

Rafi's favorite song?


Who knows Rafi's favorite song?
 

Add Comments

 
Add
 

  Comments on this journal

Login to find out (December 17, 2006 at 12:22am)
My personal favorite song is...Aaj purani raahon se koi mujhe awaaz na de...can't get enough of it.....
 
Login to find out (July 14, 2006 at 1:30am)
If anybody wants to listen this song then click the link underneath and click on third last song enjoy!!!!
ww.smashits.com
 
Login to find out (July 13, 2006 at 1:10am)
Tujhay kya sunaoon main dil ruba
Teray samnay maira haal hai
Teri ik nigah kee baat hai
mairi zindgi ka sawal hai
Tujhay kya sunaoon main dilruba...

Mairi her khushi teray dum sai hai
Mairi zindgi teray ghum sai hai
Teray durd sai main bai-khyber
Mairay dil kee kya yeh majal hai
Tujhay kya sunaoon main dilruba...

Teray husn per hai mairi nazar
Mujhay subh-o-sham kee kya khyber
Mairi sham hai teri jostajoo
Mairi subhoo tera khyal hai
Tujhay Kya sunaoon

Mairay dil jigar main samah bhee ja
Rahay kyoon nazar ka bhee faasla
Kai teray baghair oh janay jaan
Mujhay zindgee bhee mohaal hai


Tujhay kya sunaoon main dil ruba
Teray samnay maira haal hai
Teri ik nigah ke baat hai
Mairi zindgi ka sawal hai....
 
Login to find out (May 24, 2006 at 3:38pm)
Lal chari maidan paari
Kya khub laari kya khub laari
Hum dil se gaaye
Hum jaan se gaaye
Baas ankh mili aur baat baari
 
Login to find out (May 24, 2006 at 11:22am)
Badan*
 
Login to find out (May 24, 2006 at 11:21am)
Badab pai sitare lipatay hoyay
ohh janay tamana kidher ja rahi hoo
Zara pass aoo......
 
Login to find out (May 22, 2006 at 6:56am)
Hmmmmmmmm very nice Zohaib.


Kabhi na kabhi
Kahin na kahin
Kohi na kohi to aayega
Aapna mujh? banaayega
Kabhi na kabhi
Kahin na kahin
Kohi na kohi to aayega

Kaab se tanha ghund raha hoon
Duniya ke viraane mai
Khaali jaam liy? baitha hoon
Kaab se is maikhane mai
Kohi to hoga mera saakhi
Kohi to pyaas boojhayega
 
Login to find out (May 21, 2006 at 7:33pm)
(Tauba tauba yeh jawani
Yeh jawani ka gharooor
ishq kay samnay sir phir bhee jukana hee perha
kaisa kahtay thay kai nai ayayain gai mager
nah ayain gai mager
dil nai is tarahan pukara kay tumhain ana hee perha)

THIS IS REALLY AN AWESOME SONG BY MOHD RAFI I DIDNT WRITE THE WHOLE SONG JUST SOME PARTS BUT I REALLY LUV THIS SONG..HAVE FUN:)

Yeh mana mairi jaaan
mohabbat saza hai
maza is main itna mager kis liyay hai

woh ik baqararee
joo abb tuk idher thee
woohee baqararee
udher kis liyay hai

Yeh maana mairi jaan....

Qareeb aur aooo
qadam tu burhaooo
jhuka doon na main sir tu
sir kiss liyay hai....

Yeh mana mairi jaan...

Nazaray bhee dakhai
isharay bhee dakhai
kaee khubsoorat sahary bhee dakhai
Joo makhanay ja kai
main sagar uthaooon
tu phir yeh nasheele nazar kis liyay hai

Yeh mana mairi jaan....

Tum hee nah sawara
tum hee nah sajaya
mairay soonay dil koo tumhee nah basaaya
Tumharay qadam sai
hay ghar main ujala
ager tum nahee tu
yeh ghar kis liyay hai...

Yeh maana mairi jaan....
 
Login to find out (May 19, 2006 at 5:48pm)
Nice song Lubnah. There is another one in the same movie(kanyaddan) which is nice also.

Tum kamseen ho
Nadan ho
Nazouk ho
Bholi ho
Sochta hoon mein ke tumhai
Pyar na karoon
Ke tumhai pyar na karoon
 
Login to find out (May 19, 2006 at 2:22pm)
i'm sure someone mentioned this already...but this has gotta be all time rafi favorite...
www.musicindiaonline.com
 
Login to find out (May 19, 2006 at 11:02am)
Bari door se aaye hain
Pyar ka tawfa laay? hain
Aapna lo ya thukra do
Pyar ka tawfa laay? hain
 
Login to find out (May 19, 2006 at 4:51am)
Na jaa kahin aab na jaa
Dil ke siva
Aye mere dil poocha tera
Aye mere hum dum mere dost
 
Login to find out (May 19, 2006 at 2:03am)
chulkaye jaaam ayay app kee ankhoon kay nammm hontoon kay nam

phoool jaisay tun per jalvay yeh rang o boo kai
aj jam main uthay in hoontoon koo choo kai
lachkayay shah ay badan
mahkayay zulfoon kee sham
chalkaye jam.......
 
Login to find out (May 17, 2006 at 5:05pm)
Aaj kaal tere mere pyar ke charche haar zabaan paar
Saab ko maloom hain aur saab ko khabar hogayi
 
Login to find out (May 17, 2006 at 4:49pm)
Aja kai intezar main
Janay koo hai bahaar bhee
Tariray baghair zindgi
Ghum bun kai reh gayi

Armaan liyay bathai hain hum
seenay main hai tera hee ghum
Teray dil sai pyar kee
woh tarap kidher gayi

Aja kai.....
 
Login to find out (May 12, 2006 at 6:00am)
O'door ke musafir
Hum ko bhi saath lele re
Hum ko bhi saath lele
Hum reh gaaye akele

Sooni hai dil ki rahein
Khamosh hai nigahein
Na kaam hasraton ka
Uthne ko hai janazaa
Uthne ko hai janazaa

Once a man , while he was drowning was singing this song. It's not false ,coz i know one of his relatives very well.
 
Login to find out (May 11, 2006 at 6:20pm)
:)
Tu ganga kee moj main jamna ka dhaarah
Ho rahai ga milan yeh humaara tumhara milaan hoo rahai ga
 
Login to find out (May 10, 2006 at 12:48pm)
Fantastic song Zohaib.

Tumne kissi ki jaan ko
Jaate huw? dekha hain
Woh dekho mujhse rooth kaar
Meri jaan jaa rahi hain
 
Login to find out (May 10, 2006 at 12:36pm)
Teray bin sooonay nayun hamray teray bin soonay:)
 
Login to find out (May 10, 2006 at 12:22pm)
Mein gaa woon tum sojawo
Mein gaa woon tum sojawo
Sookh saapnon mai khojawo
Mein gaa woon tum sojawo

Maana aaj ki raat hai laambi
Maana din tha bhaari
Paar jhak badla badle ki
Ek din taqdeer hamari