Roz e hisaab ka intezaar !
Baagh e bahisht se mujhe hukm e safar diya thaa kyon
Kaar e jahaan daraaz hai ab mera intazaar kar
Roz e hisaab jab pesh ho mera daftar e amaal
Aap bhi sharmsaar ho, mujh ko bhi sharmsaar kar
Kaar e jahaan daraaz hai ab mera intazaar kar
Roz e hisaab jab pesh ho mera daftar e amaal
Aap bhi sharmsaar ho, mujh ko bhi sharmsaar kar



Comments on this journal
Neend kyoun raat bhar naheen aati..
Marte hain arzoo main marne ki..
Maut aati hai par naheen aati..