Shaadi Proposal in Urdu!
LOL!! :)
Not to say my time has come....not sure when it will....but lets say it did.....what would be a romantic way in Urdu to propose to a girl aside from the typical 'mujhse shaadi karogi'? Thats too boring right?
Single men, do you have any ideas or suggestions? Maybe single women can tell us what they like to hear?
And married ones, help us out, how did you say it?
:)
Not to say my time has come....not sure when it will....but lets say it did.....what would be a romantic way in Urdu to propose to a girl aside from the typical 'mujhse shaadi karogi'? Thats too boring right?
Single men, do you have any ideas or suggestions? Maybe single women can tell us what they like to hear?
And married ones, help us out, how did you say it?
:)



Comments on this journal
Isiliye tou abhi tak kunwara hon!! LOL!! :)
Yaar aaj kal zara laziness aur football nay takeover kiya huwa hai!! LOL!!
What about the rest of the gang? Kahan hain sab loag hain? Koi gossip vossip nahin hai kiya tum loagon kay paas?
maine to mazaak kiya tha, aap sachi mai lagta hai dar gaye....:) ya to phir yeh hai ke mhdslm ke kehne pe kuch zyada hi lamba shower ho raha hai :) lol
*am bored!!!!! :)
jo khai woh bhi pachtai aur na khai woh bhi pachtai ..
tu behtar yehi hai kay kha ker pachta liya jai
takay koi kasak baki na reh jai!
balkay mera to hameesha say hi idea hai 4 dafah pachtanay ka
aik dafah ka bhi pachtana bhi koi pachtana hua
i have a feelin this wasnt intentional right......baray mazay ka laga....yaani ke aap mai bhi kahin yeh hidden talent hai.... :)
Icekool... yaara exactly we are Just fine as we are.. lekin kya karein kay jo khai woh bhi pachtai aur na khai woh bhi pachtai .. tu behtar yehi hai kay kha ker pachta liya jai takay koi kasak baki na reh jai! balkay mera to hameesha say hi idea hai 4 dafah pachtanay ka lol aik dafah ka bhi pachtana bhi koi pachtana hua ..... LOLL
Vaa khnaja! Pasand aae bahut aap ki shairi! Tou aap ka kehnay ka matlab hai we are just fine?! :) LOL!!
here is the shair again.......khopri khujaiyeh aur yaad keejieyeh.....
IJAZAT HO TO TUMHARA NAAM LIKH LOON
MERE DIL KA WARQ SADA HAI ABHI TAK
Hinjoy............
"Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
Khushi ke maare mera bura haal tha,
Khushiyaan kuchh yun umad rahin theen,
Ki sambhale nahi sambhal rahi theen..
Subah subah begum ka chai le kar aana
Thoda sharmate huye humein neend se jagana,
Wo pyaar bhara hath hamare baalon mein phirana,
Muskurate huye kehna ...
ajji! chai pi lein, Jaldi se ready ho jain, Aap ko office bhi hai jaana.
Gharwali bahaar bun ker aayee thi,
Dil aur dimag par poori tarah chhayee thi,
Saans bhi lete thay to naam ussi ka hota tha,
Ik pal bhi door rehna dushwar hota tha..
5 saal baad........
Subah subah begum ka chai le kar aana,
Table par PATAKH kar zor say chilllana,
Aaj office jao to munna ko School chodte hue jana..............
30 sec baad phir wohi awaaz aayi,
Kya baat hai abhi tak choorii nahi charpayee,
Agar munna late ho gaya to daaaaikkh lena,
Munna ki principal ko phir khud hi sambhaal lena..
Na jane gharwali kaisa roop le kar aayi hai,
Dil aur dimaag par kaali ghata chhayee hai,
Saans bhi lete hain to ussii ka khayal hota hai,
Ab har samay jehan mein ek hi sawal hota hai..
Kya kabhi woh din laut ke aayenge,
Hum ek baar phir kunwaare ban paayenge ???????????"
Almafia....aap ki shairi bahut pasand aae! Vaa! :)
Aur koi hai shair? It is interesting no one actually suggested a shair before in response to this JE....
Dekho jee ke me
Kamaata nahi etna ke tujhe roz khilaauN(feed)
Tu aa ti he to aa ja warna kissi aur ko pataauN!
Icekool jee, waylkamm bayk fraam wacayshan :)