Some Random Shairi
Bichra Kuch iss Adaa se ke rut hi badal gai
Ek shakhs sare shehar ko veeran kar gaya
Hum Aah bhi karte hein to ho jate hein badnam
wo qatal bhi karte hein to charcha nahi hota
Janaza ghar se mera nikle to Kafan Utha Dena
Koi poche kese mara to Bimari-e-Ishq bata dena
Gosht ke jalne ki boo aa rahi hai
aaj phir kissi ashiq ka dil jala hoga
my own non sense:
chora jis keliye sara zamana
wo boli tum bhool jao mujhe paana
mein badnam ho jaoon gi
please meri shadi mein mat aana
:)
Ek shakhs sare shehar ko veeran kar gaya
Hum Aah bhi karte hein to ho jate hein badnam
wo qatal bhi karte hein to charcha nahi hota
Janaza ghar se mera nikle to Kafan Utha Dena
Koi poche kese mara to Bimari-e-Ishq bata dena
Gosht ke jalne ki boo aa rahi hai
aaj phir kissi ashiq ka dil jala hoga
my own non sense:
chora jis keliye sara zamana
wo boli tum bhool jao mujhe paana
mein badnam ho jaoon gi
please meri shadi mein mat aana
:)



Comments on this journal
tairay lot aanay ka imkan saja rakha hai
saans tak bhi nahi laitay tujhay sochtay waqt
hum nay us kam ko bhi kal pay utha rakha hai
roth jatay ho to kuch or haseen lagtay ho
hum nay ye soch k he tum ko khafa rakha hai
tum jisay rrota hoa chor gaey thay ek din
hum nay us shaam ko seenay say laga rakha hai
chain lainay nahi daita ye kisi tor mujhay
tairi yadoon nay jo tofan utha rakha hai
janay walay na kaha tha k wo lotay ga zaror
ik isi aas pay darwaza khula rakha hai
tairay janay say jo ik dhol si uthi thi gham ki
hum nay us dhol ko aankhon main basa rakha hai
mujh ko kal shaam say wo bohat yaad aanay laga hai
dil nay muddat say jo ik shaks bhola rakha hai
aakhri baar jo aaya tha mairay naam
main nay us khat ko kalaijay say laga rakha hai
Waqt ki Shaakh sey Lamhey Nahee Toora kertey
Jiss ki awaaz mey silwat hoo Nigahoon mey Shikan
Aisee Tasweer key Tuk'rey nahee Joora kertey