well said mohsin!!!
ab meray ihsas e junoon kya mujhey dayna?
darya isay bakhsha hai to sehra isay dayna,
tum apna makan jab karoo taqseem to yaaro,
girti hui diwar ka saya mujhey dayna,
jab waqt ki murjhai hoi shak sanbhalo,
is shak say tota huwa lamha mujhey dayna,
tum mera badan orh ker phirtay ho laykin,
mumkin ho to aik din mera cayhra mujhey dayna,
cho jaay hawa jis say to khushbu tayri aaay
jatay huay aik zakham to aisa dayna
shab bhar ki musafat hai gawahi ki talabgar,
ayy subha safar, apna sitara mujhey dayna,
aik dard ka mela kay laga hai dil o jaan mein,
aik roh kay ki awaz kay rasta mujhey dayna,
aik taza ghazal Azan e sukhan mang rahi hai,
tum apna mahakta huwa layjha mujhey dayna,
wo mujh say kahein barh ker musibat mein tha Mohsin,
reh reh kay magar is ka dilasa mujhey dayna

Comments on this journal